free me coding sikhe aur success ki or badhe
hello dosto kya aap coding padhna chahte hai jisake jariye aap website aur applications ko bna sakte hai aur apne life me success ko hasil kar sakte hai to shuru karte hai . kya aap jante hai ki c language kya hai to mai aapko bta du jaise bachpan me hame pdhaya jata hai ki( a for apple ) to vaise hi coding ko sikhane ke liye aapko c language bhi sikhani padegi . jaise chota aa aur bada aa ke bina ham hindi bolna aur likhna nahi sikh sakte thik vaise hi c language ke bina koi bhi coding nahi sikh sakta . to c language kya hai nahi pta to suno c language ek computer ki bhasa hai .ham jo ek dusare ko naam se bulate hai ,naam se number save karte hai lekin computer apni bhasa me ye sab kaam karta hai jaise aapne phone me naam dala vishal to vishal screen par to dikhai dega lekin computer us shabd ko apni language me samgajata hai jise machin language kahte hai . to ab padhate hai ki variable kya hote hai - variable aasan bhasa me kahe to jaise aap...